Type Here to Get Search Results !

Dosti Shayari in Hindi | 14+ दोस्ती शायरी हिंदी में ||

 Dosti Shayari in Hindi | 14+ दोस्ती शायरी हिंदी में ||



दोस्तों से ही हमारे जीवन में रौनक रहती है, सच्चे दोस्त ही हमारे दुःख-सुख में काम आते हैं और उन्हीं से हम अपने मन की बात कह पाते है. ऐसे ही प्यारे दोस्तों को भेजने के लिए हमने दोस्ती शायरी Dosti Shayari in Hindi का एक नया संग्रह तैयार किया है. आप हिंदी में दोस्ती शायरी संग्रह की मदद से अपने दोस्तों के साथ आसानी से अपनी भावनाओं को व्यक्त कर सकते हैं.

Dosti Shayari: Dosti shayari in hindi is a great choice to express your feeling with beautiful dosti shayari to loving Friends. best dosti shayari, dosti shayari in hindi, dosti status in hindi, dost ke liye shayari, dosti shayari 2 line, Dosti par shayari, best dosti shayari, dosti shayari photo, dosti love shayari, 


 Dosti shayari in Hindi


(1) Lamhe ye suhane sath ho na ho,

Kal mein aaj jaisi baat ho na ho,

Aapki dosti hamesha iss dil mein rahegi,Chahe puri umar mulaqat ho na ho.



(2) Dosti Nazro Se Ho To Use Kudrat Kehte Hai,Sitaron Se Ho To Jannat Kehte Hai,Aankhon Se Ho To Mohabbat Kehte Hai,Aur Dosti Aap Se Ho To Kismat Kehte Hai.


(3) Dosti mein dooriyan to aati rehti hai,Phir bhi Dosti Dilo ko mila deti hai,Wo Dosti hi kya jo naraz na ho,

Per sacchi Dosti dilo ko mana hi leti hai.


(4) Hum kabhi apno se khafa ho nahi sakte,dosti ke rishte bewafa ho nahi sakte,Aap bhale hume bhool ke soo jao,hum aapko yaad kiye bina soo nahi sakte.


(5) Dil lagi dosto ke naam hoti hai,

Dil daari dosto ki shaan hoti hai,

rahoge dil mein jo mere hamesa tum,Yahi sachi dosti ki pehchaan hoti hai.



(6) Dosti acchi ho to rang laati hai,

Dosti gehri ho to sabko bhati hai,

Dosti naada ho to toot jaati hai,

dosti ho humse Toh itihaas banati hai.


Dosti shayari



(7) Dooriyo ki na parwah kiya karo,

Jab dil chahe yaad kiya karo,

Dushman nahi dost hai hum aapke,

Hamara sms na aaye to khud bhej diya karo.


(8) Har gham ko khushi mein badalti hai dosti,

Har aansu ko hasi mein badalti hai dosti,Kuch log samajh nahi paate ke,Andheri raat ka jalta hua diya hai dosti.


(9) Jazbaat-e-ishq nakaam na hone denge,Dil ki duniya me kabhi shaam na hone denge,Dosti ka har ilzaam apne sar par le lenge,

Par dost hum tumhe badnaam na hone denge.


(10) Dosti mein jeena dosti mein marna,himmat na ho to kabhi dosti na karna,dost ho kar dosti ka haq yu ada karna,agar main bhool bhi jaun to tum yaad rakhna.



(11) Khush jo lago tum to khushi mujhe ho,Rone jo lago Tum To Aankhen Meri nam ho,

Aye Dost Hamari Dosti Itni Gehri Ho Ki,Sadak Ke Uss Paar Tum Pito Aur Galti Meri Ho.


(12) Udhas Na Hona Kyuki Main Sath Hoon,Samne Nahi Par Aas-Paas Hoon,Aankhon Ko Band Kar Ke Dil Se Yaad Karna,

Main Dosti Ka Ik Haseen Ehsas Hoon.


(13) Dil ke jazbaat ki aawaz nahi hoti,Ikraar mein suron ki barsaat nahi hoti,Nigahein baya kar deti hai saari dastaan,Dosti lafzon ki mohataaz nahi hoti.



(14) Aapke Paas Dosto Ka Khazana Hai,Par Ek Dost Apka Purana Hai,Iss Dost Ko Bhula Na Dena Kabhi,Kyoki Ek Dost Apki Dosti Ka Deewana Hai.


(15) Dost Se Dost Kabhi Khafa Nahi Hote,Dil Milkar Kabhi Juda Nahi Hote,Bhula Dena Hamari Khamiyon Ko,Kyu Ki Insaan Kabhi Khuda Nahi Hote.



एक टिप्पणी भेजें

0 टिप्पणियाँ
* Please Don't Spam Here. All the Comments are Reviewed by Admin.